Roman script

aye jane ja chali kaha gustakhi maf

aye jane ja chali kaha kaisi narajgi hai kaisi

jao hato lo rasta hamse tumhe kya wasta 

ye dillagi hai kaisi diwangi hai kaisi

aye jane ja chali kaha khafa khafa juda juda

haye ye phul si rangin jawani tauba

chal hai ya kisi darira ki rawani tauba

shokh aachal ka ye sine se dhalakana tauba

mast anhko se ye masti ka chalakna tauba

kaisa ye hamko ho gaya jao hata lo rasta

hamse tumhe kya wasta ye dillagi hai kaisi

diwangi hai kaisi aye jane ja chali kaha 

khafa khafa juda juda

shayri karke mohabbat ka jatana chodo

hum samajhte hai tumhe hamko banana chodo

isliye tum na sare rah pukaro hamko

bat karna bhi nahi gawara aisi hamse kya ho gayi khata

aye jane ja chali kaha khafa khafa juda juda

ye berukhi hai kaisi kaisi narajgi hai kaisi

jao hato lo rasta hamse tumhe kya wasta 

bid chin ke na churao aise hamse gustakh nigahe 

na milao aise kab tumhe meri mohabbat ka yaki aayega

aisa lagta hai sukun dil ko nahi aayega

baho me aao ab chhodo ye ada 

aye jane ja chali kaha khafa khafa juda juda 

ye berukhi hai kaisi kaisi narajgi hai kaisi

jao hato lo rasta hamse tumhe kya wasta

Explore this song