Roman script

aye dil yeh bata kyun hone laga ik dard sine me

aane laga kyun maja jine me

aye dil yeh bata kyun hone laga ik dard sine me

aane laga kyun maja jine me

yeh pyaar hai ya phir kuch aur hai

aye dil yeh bata kyun hone laga ik dard sine me

aane laga kyun maja jine me

yeh pyaar hai ya phir kuch aur hai

aye dil yeh bata aye dil yeh bata

diwanapan aisa mujhpe chhaaya hai

lamha lamha ik bechaini laaya hai

kuch khokar bhi maine sab kuch paya hai 

kuch khokar bhi maine sab kuch paya hai 

kyun mehake sama kyun chhaaye nasha shabnam bhi pine me

aane laga kyun maja jine me

yeh pyaar hai ya phir kuch aur hai

aye dil yeh bata aye dil yeh bata

teri panaho me abb rehana chaahu main

kya kya jaana tujhse kehana chaahu main

yeh betaabi abb toh seh na paau main

yeh betaabi abb toh seh na paau main

kyun dhadkan meri diwana kare chaahat ke mahine me

aane laga kyun maja jine me

yeh pyaar hai ya phir kuch aur hai

aye dil yeh bata kyun hone laga ik dard sine me

aane laga kyun maja jine me

yeh pyaar hai ya phir kuch aur hai 

yeh pyaar hai ya phir kuch aur hai

Explore this song