Roman script

aye dil tere gamo ka mai kahu kis se fasana
aye dil tere gamo ka mai kahu kis se fasana
bedard ye duniya hai to jalim hai zamana
bedard ye duniya hai to jalim hai zamana
aye dil tere gamo ka mai kahu kisse fasana
do din bhi mere pyar ki basti na rah saki
na jane mere pyar ko kiski nazar lagi
dil ki tamam hasrate dil hi me rah gaye
ye kaisi aag meri mohabbat ko lag gayi
pura na hua tha kabhi ulfat ka tarana 
pura na hua tha kabhi ulfat ka tarana 
aye dil tere ghamo ka mai kahu kis se fasana
kyu hichkiya lete hai mere haal par
ye chand sitare dub hi gaye meri hasti hui 
ankho ke kinare 
tu pyar fuka jata hai ban ban ke sharare
shayad gaye bhul sabhi ulfat ke sahare
ro ro ke mai katungi jawani ka zamana
ro ro ke mai katungi jawani ka zamana
aye dil tere ghamo ka mai kahu kis se fasana aye

Song details

Song video

Watch on YouTube