Roman script

aye dil pagal mere dil 
tujhko pata hai ye ishk kya hai 
manjil dhadkan ki manjil 
gum sum sada hai rab ki dua hai
bada sa dil iska junu 
nahi milta isme sukun
koi khwabo me aake
meri jawan tanhayi ko mahka gaya
pyase arman jagake 
jajbat ke ahsas ko bahka gaya
shikayat hai shikwa bhi hai
yaki hai to dhokha bhi hai
bada sa dil iska junu 
nahi milta isme sukun
aye dil

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Bobby Deol, Urvashi Sharma