Roman script

aye dil machal machal ke yu rota hai bar bar kyu

apna chaman ujad gaya aayegi ab bahar kyu

pahle jara hasa diya ji bhar ke fir rula diya

kismat pe ishtiyar kya kismat ka atbar kya

apna chaman ujad gaya aayegi ab bahar kya

aye dil machal machal ke yu rota hai bar bar kyu

tu kahe is tarah se dil kaap uthi hai jindagi

kaanp uthi hai jindagi tu kahe is tarah se dil

kaanp uthi hai jindagi kaanp uthi hai jindagi

jite ji ham to mar gaye maut ka intzar kya

apna chaman ujad gaya aayegi ab bahar kyu

aye dil machal machal ke yu rota hai bar bar kyu

Explore this song