Roman script

jannat jannat chillaaye dil

dozakh dozakh dikhlaaye dil, dar raha hai tut jaane se

kar raha hai khud hi khud ke tukde tukde tu

aye dil chahta hai kya sangdil, chahta hai kya tang dil nana

aye dil chahta hai kya sangdil, chahta hai kya tang dil

jaane na dil na na nana, jaane na dil na na nana

jaane na dil na na nana na na nana

haaye haaye chillaaye dil

saaye saaye dikhlaaye dil, dar raha hai kaali raato se

kar raha hai chaand ki phir kyun tukde tukde tu

aye dil chahta hai kya sangdil, chahta hai kya tang dil

jaane na dil na na nana, jaane na dil na na nana

jaane na dil na na nana na na nana

ashq hai ya ishq hai mera

kyu aankh se tapak raha hai dil

kho raha hai ya khud ko paa liya hai

kyu yaad chaak kar raha hai dil, dar raha hai dariya hone se

kar raha hai khud hi khud ke katre katre tu

aye dil chahta hai kya sangdil, chahta hai kya tang dil

aye dil chahta hai kya sangdil, chahta hai kya tang dil

jaane na dil na na nana, jaane na dil na na nana

jaane na dil na na nana na na nana

Explore this song