Roman script

ye mere humsafar pyaar mein bekhabar

aaj hum tum sanam had se jaaye guzar

umra ki ye dagar aaye na laut kar

aaj hum tum sanam had se jaaye guzar

bas mein pyaar hai apni hai khata

chahein maut ki duniya de sazaa

honge na judaa jeete ji dilbar

aye mere humsafar pyar mein bekhabar

aaj hum tum sanam had se jaaye guzar

umra ki yeh dagar aaye na laut kar

aaj humtum sanam had se jaaye guzar

armaano khile badhne lagi hain

shayad pyaar ki manzil yahin hai

tu pyasi nadi main tera saagar

aye mere humsafar pyar mein bekhabar

aaj humtum sanam hadse jaaye guzar

umra ki yeh dagar aaye na laut kar

aaj hum tum sanam had se jaaye guzar.

Explore this song