Roman script

mujhe jab apni gujri jindagni yad aati hai

toh bas ik meherban ki meherbani yad aati hai

ay mere dost, ay mere hamdam

mere mohosin mere karam farma

woh meraa gam tha yah khushi meri

har jagah tune meraa sath diya

ay mere dost, ay mere hamdam

mere mohosin mere karam farma

woh meraa gam tha yah khushi meri

har jagah tune meraa sath diya

ay mere dost, ay mere hamdam

kaun tha tu kahan se aaya tha

aaj tak maine yeh nahi jana

tu meri ruh tha magar maine

tere jane ke baad pehchana

ay mere dost, ay mere hamdam

mere mohosin mere karam farma

woh meraa gham tha yah khushi meri

har jagah tune meraa sath diya

ay mere dost, ay mere hamdam

tu sudama bhi hai kanhaiya bhi, kanhaiya, kanhaiya

tu sudama bhi hai kanhaiya bhi

tu bhikari bhi aur data bhi

tere sau rang hai mere pyare

tu hi pyasa hai tu hi jharna bhi

ay mere dost, ay mere hamdam

mere mohosin mere karam farma

woh meraa gham tha yah khushi meri

har jagah tune meraa sath diya

ay mere dost, ay mere hamdam

too meri bebasi ke aalam me

jab kabhi mujh ko yad aata hai

soch kar meherbaniya teri

dil meraa baith-baith jata hai

aakhri araj meri tujh se hai

har khata meri dargujar karna

woh ghadi aa rahi hai jab mujhko

iss jamane se hai safar karna

ay mere dost, ay mere hamdam

ay mere dost, ay mere hamdam

ay mere dost, ay mere hamdam

Explore this song