Roman script

haatho me mere jo rang hai 

ye rang hai lahu ka jo dhulta nahi

aankho me nami bhi kuchh kam hai

na hai khushi aur na hi gam hai

ladte bikharte hu pahucha yaha aurangzeb

har dushman ko dhundha khudko khoya 

aurangzeb aurangzeb

mar maar ke hu main jiya aurangzeb

karna tha jo maine bas vo kiya aurangzeb

mar maar ke hu main jiya aurangzeb

karna tha jo maine bas wo kiya 

hu aaj main baadshah hu

lakh dil hai darte par ek bhi na pyar kare 

ha main khuda hu 

har duva ke saath aaye mile wo saza hu 

ladte bikharte hu pahucha yaha aurangzeb

har dushman ko dhundha khud ko khoya 

aurangzeb aurangzeb

mar maar ke hu main jiya aurangzeb

karna tha jo maine bas wo kiya aurangzeb

mar maar ke hu main jiya aurangzeb

karna tha jo maine bas wo kiya 

mar maar ke hu main jiya aurangzeb

karna tha jo maine bas wo kiya

Explore this song