Roman script
aur kuch der thahar aur kuch der na jaa aur kuch der thahar aur kuch der na jaa aur kuch der thahar raat baaki hai abhi raat mein ras baaki hai paake tujhko tujhe paane ki havas baaki hai aur kuch der thahar aur kuch der na jaa aur kuch der thahar aur kuch der na jaa aur kuch der thahar jism kaa rang fazaa mein jo bikhar jaayega meharbaan husn tera aur nikhar jaayega laakh zaalim hai zamana magar itna bhi nahi tu jo baahon mein rahe waqt thehar jaayega aur kuch der thahar aur kuch der na jaa aur kuch der thahar aur kuch der na jaa aur kuch der thahar zindagi ab inhi kadmon pe luta du to sahi zindagi ab inhi kadmon pe luta du to sahi aye haseen but main kudaa tujhko banaa du to sahi aur kuch der thahar aur kuch der na jaa aur kuch der thahar aur kuch der na jaa aur kuch der thahar
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Aakhri Khat (1967)
- Composer: Khayyam
- Lyricist: Kaifi Azmi
- Actor: Rajesh Khanna
- Actor: Master Bunty
- Actor: Naqi Jehan
- Actor: Mohan Choti
- Actor: Indrani Mukherjee
- Actor: Nana Palsikar
- Actor: Maruti
- Actor: Tun Tun
Song video
actor: Rajesh Khanna, Indrani Mukherjee