Roman script

auni pauni teri harkato pe khulke hansta hua

aadhi tedhi teri aahato pe aahe bharta hua

pahle to sirfira sa ye mera deewana dil tha

kya isko ho gaya na jane kya hua

sochta hu raat bhar kyu hua hai dil duffer

bin bataye is kadar kyu hua hai dil duffer

sochti hu raat bhar kyu hua hai dil duffer

barsaate, baadlo ke bin wo karwade hansti hai jab wo

kabhi yu hi bina kahe kahi uda ke bas le jati hai wo

ae dil suno na zara kahna mera

peechhe uske tu aankhe meeche

kyu bhage jane de jaye wo kidhar

sochti hu raat bhar kyu hua hai dil duffer

bin bataye is kadar kyu hua hai dil duffer

sochta hu raat bhar kyu hua hai dil duffer

bin bataye is kadar kyu hua hai dil duffer

tu na jane khud ko bhi jitna maine jana tujhko hai utna

thodi thodi dopahri zara sa tu mera savera

ab to, sune na dil meri aate-jate

bas aanewale pal ke khyalo me hai rahta bekhabar sochta

sochti hu raat bhar kyu hua hai dil duffer

bin bataye is kadar kyu hua hai dil duffer

sochta hu raat bhar kyu hua hai dil duffer

bin bataye is kadar kyu hua hai dil duffer

auni pauni teri harkato pe khulke hansta hua

aadhi tedhi teri aahato pe aahe bharta hua

pahle to sirfira sa ye mera deewana dil tha

kya isko ho gaya na jane kya hua

sochti hu raat bhar, sochta hu raat bhar

kyu hua hai dil duffer, kyu hua hai dil duffer

bin bataye is kadar, bin bataye is kadar

Explore this song