Roman script

fir jakhm huye taaza, fir dard ubhar aaye 

ek phul pe maali ne, kya kya the sitam dhaye 

aukat meri kya hain, ye main jo bata du 

aukat meri kya hain, ye main jo bata du 

parda jo utha du 

kahi khul jaye na, tumhari aukat 

aukat meri kya hain, ye main jo bata du 

parda jo utha du 

kahi khul jaye na, tumhari aukat 

aukat meri kya hain, ye main jo bata du 

jo kuchh bhi aaj hu main 

ye hain kiski meharbaani 

kaise yaha main sunaau 

tumhe kal ki wo kahani 

khul gyai jo meri juba 

khul gayi jo meri juba 

kahi khul jaye na, tumhari aukat 

aukat meri kya hain, ye main jo bata du 

parda jo utha du 

kahi khul jaye na, tumhari aukat 

aukat meri kya hain, ye main jo bata du 

rishta to ye janam se 

yaha tumse hain hamara 

meri bhi in rago me 

ye lahu hain tumhara 

lahu ye agar khaul utha 

lahu ye agar khaul utha 

kahi khul jaye na, tumhari aukat 

aukat meri kya hain, ye main jo bata du 

parda jo utha du 

kahi khul jaye na, tumhari aukat 

aukat meri kya hain, ye main jo bata du 

daulat ke is nashe me 

ban baithe kyun khuda ho 

kabhi jhanko apne dil me 

kabhi socho tum kya ho 

jhutha nasha tuta agar 

jhutha nasha tuta agar 

kahi khul jaye na, tumhari aukat 

aukat meri kya hain, ye main jo bata du 

parda jo utha du 

kahi khul jaye na, tumhari aukat 

aukat meri kya hain, ye main jo bata du 

parda jo utha du 

kahi khul jaye na, tumhari aukat 

aukat meri kya hain, ye main jo bata du

Explore this song