Roman script

athara baras ki tu hone ko aayi re
athara baras ki tu hone ko aayi re
kon puchhega jatan kuch kar le
sajan kar le jatan kuch kar le
khali bato se teri bat na banegi raja  
khali bato se teri bat na banegi raja 
humse na hoga milan kuch kar le
kuch kar le jatan kuch kar le
mere ghungharu salamat hazaro qadardan hai
mere ghungharu salamat hazaro qadardan hai
ek tu hi nahi dil me dil me lakho mehaman hai
lakho mehaman hai  
lekin kab tak nachegi kabhi to thakega
jatan kuch kar le, kuch kar le jatan kuch kar le 
kar le humse mohabbat mohabbat mohabbat
kar le humse mohabbat guzar na jaye ghadiya
haye tutati hai payal to banti hai hathkadiya 
haye tutati hai payal to banti hai hathkadiya
mai hathkadiya phanungi
mai hathkadiya phanungi
na phanungi tere kangan kuch kar le
kuch kar le jatan kuchh kar le 
athara baras ki tu hone ko aayi re
athara baras ki tu hone ko aayi re
kon puchhega jatan kuch kar le
humse na hoga milan kuch kar le
kuch kar le jatan kuch kar le

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

actor: Amitabh Bachchan, Rekha, Shashi Kapoor, Nirupa Roy, Parveen Babi, Amjad Khan