Roman script

assalaam vaalekum vaalekum assalaam

assalaam vaalekum vaalekum assalaam

assalaam vaalekum vaalekum assalaam

assalaam vaalekum vaalekum assalaam

har insaan ne kabhi na kabhi

kisi na kisi se pyar kiya hai maine aap sabne

to usi pyar ke naam zindagi kurban mohatarama

jab aaye samne nazro ke tum mohatarama

honsho hawas mere ho jaye gum

jab aaye samne najro ke tum mohatarama

honsho hawas mere ho jaye gum

duaye karu main sajda karu yahi main kahu

assalaam vaalekum vaalekum assalaam

assalaam vaalekum vaalekum assalaam

assalaam vaalekum vaalekum assalaam

assalaam vaalekum vaalekum assalaam

mohatarama jab aaye saamne najro ke tum mohatarama

honsho hawaas mere ho jaaye gum

jab aaye saamne najro ke tum mohatarama

honsho hawaas mere ho jaaye gum

duaaye karu main sajda karu yahi main kahu

assalaam vaalekum vaalekum assalaam

assalaam vaalekum vaalekum assalaam

assalaam vaalekum vaalekum assalaam

assalaam vaalekum vaalekum assalaam

assalaam vaalekum vaalekum assalaam

teri kashish tadpati hai

dard-e-dil ye badhati hai

betabi ke aalam se

sehno ja yeh tarsati hai

awara armano ki manzil tum

deewane lamho ki ho mehfil tum

awara armano ki manzil tum

deewane lamho ki ho mehfil tum

mere jasbat mein tum ho rawa mohatarama

tum pe kurban hai dil ka jahan mohatarama

mere jasbat mein tum ho rawa mohatarama

tum pe kurban hai dil ka jahan mohatarama

duaye karu main sajda karu yahi main kahu

assalaam vaalekum vaalekum assalaam

assalaam vaalekum vaalekum assalaam

yado ki tanhayi mein

jajbo ki gehrayi mein

ehsaso ki sargarmi hai

tere khabo ki parchayi mein

darde mohabbbat ka hai ye jadu

betabiyan hai meri bekabu

darde mohabbbat ka hai ye jadu

betabiyan hai meri bekabu

tumse deewangi ka hai nasha mohatarama

pehele deedar se mein hoon fida mohatarama

tumse deewangi ka hai nasha mohatarama

pehele deedar se mein hoon fida mohatarama

duaye karu main sajda karu yahi main kahu

assalaam vaalekum vaalekum assalaam

assalaam vaalekum vaalekum assalaam

mohatarama

Explore this song