Roman script

ashko ka karba chala tuta huaa nasib le 

ashko ka karba chala ashko ka karba chala 

tuta huaa nasib le ashko ka karba chala 

manjil nahi use pata kahan chala ye kyun chala 

rahon se bekhabar magar phir bhi chala ye ja raha 

ashko ka karba chala 

ki thi khata yahi ae dil chaha kisi ko pyar se 

ki thi khata yahi ae dil chaha kisi ko pyar se 

jiski saja mili hai ye kah bhi sake na juba bhi kya 

ashko ka karba chala 

lai uda ke aandhiyan lai uda ke aandhiyan 

jane kahan se ye ghata 

jis bars mein ye lagi aag mera jahan jala 

ashko ka karba chala 

shad rahe sada hi vo jisne ye dil mujhe diya 

banke tamasha main khadi dekhu main apna ghar jala 

ashko ka karba chala

Explore this song