Roman script

aashiq diwaan hu, pagal parwana hu 
dil kis par aayega, jane khuda ho ho
aashiq diwaan hu, pagal parwana hu 
dil kis par aayega, jane khuda 
mai aawara dil aawara pyar aawara aawara
ye balkahti zulfe ye lehrati bahe
ye madhosh nigahe mera dil chhin le
chanchal shok adaye dil pagal kar jaye 
har pal dil tadpaye mujhe jine na de 
mai aawara dil aawara pyar aawara aawara
jo hai meri aankho me jo hai meri sanso me
jo hai mere khawabo me kahi na mile 
itne hansi chehro me kon sa hai wo chehara
jo takdir hai meri ye pata na chale 
mai aawara dil aawara pyar aawara aawara
aashiq diwaan hu, pagal parwana hu 
dil kis par aayega, jane khuda 
mai aawara dil aawara pyar aawara aawara

Song details

Song video

Watch on YouTube