Roman script

asha asha asha asha asha o asha o asha o asha 

tujhe kya hua kya hua na kaho mujhe asha

mai to ho gayi nirasha asha o asha o asha

kaisi gum ki sham aayi dil me rah gayi dil ki bat

rat aayegi ye umar ki leke khushiyo ki barat

leke khushiyo ki barat shakh dil ki jal gayi jab

fir bahar aayi to kya ye fiza to de rahi 

phul khilne ka pata phul khilne ka pata

koi ab kuch bhi kahe mai to ban gayi tamsha

asha o asha o asha

samne aayi thi manjil aake fir kyu kho gayi

ek nayi manjil se wo sharmake wapis ho gayi

sharmake wapis ho gayi apni aankho me naye 

sapne sajalu is tarah waqt aane par badal jata hai

mausam jis tarah ha us tarah jo kabhi suni na thi

mai samjh gayi wo bhasa asha mai asha mujhe kya hua

Explore this song