Roman script

are re, aaj ye bulawa aaya re

are re, tan se chhota saaya re

kahaan ye dagar chali hai? koi jaane na

badli jo surat koi pehchaane na

rahe peeche saare rishte-naate sab bhale

raahi raah pakad ab chala hi chale

are re-are re, aaj ye bulawa aaya re

are re, kaisa ye bulawa aya re

kyun hai ye bulawa aya re?

rashte, galiyan, ghar ke kone wahin reh gaye

hum bhi yaha the apne koi na kahe

saanso ki maala bikhri kaise ye bune

gaaye the jo geet puraane koi na sune

are re, are re

apna hai kitna apna re

akhir is reet ko jaana re

Explore this song