Roman script

arey wo dene wala aaye jab dene pe to 

kise kya de de kaha koi jaane na 

hame na aaye nazar hame wo dekhe magar

zamana maane ise chahe maane na 

arey wo dene wala aaye jab dene pe to 

kise kya de de kaha koi jaane na 

hame na aaye nazar hame wo dekhe magar

zamana maane ise chahe maane na 

ho rama ho rama ho rama 

ho rama ho rama ho rama 

ha uperwale ki hai tijori bahut badi

sone chaaandi se bhari heere moti se jadi

chaand suraj hai taale sitaro ki hai kadi

ye patang mujhe lage koi jaadu ki chadi

kise wo chune kaha kaun ghadi koi jaane na ho rama

arey wo dene wala aaye jab dene pe to 

kise kya de de kaha koi jaane na 

hame na aaye nazar hame wo dekhe magar

zamana maane ise chahe maane na 

ho rama ho rama ho rama 

ho rama ho rama ho rama 

arey nadan hai ham apni pehchan kaha

banke insaan mile khud bhagwan yaha

kabhi anjaane se hi wo nazar or mile 

bina maange hi hame ya khuda chaand mile

wo hi kangaal kare wo malamaal kare 

wo hi dukh door kare wo hi khushhaal kare 

banaye baat wo hi sanwaare kaam wo hi 

nachaye sabko yaha karde gulfaam wo hi

use manzur hai hota hai wo koi jaane na ho rama 

arey wo dene wala aaye jab dene pe to 

kise kya de de kaha koi jaane na 

hame na aaye nazar hame wo dekhe magar

zamana maane ise chahe maane na 

ho rama ho rama ho rama 

ho rama ho rama ho rama 

jodi bani rahe apne datao ki 

bhagyvidhatao ki jodi bani rahe

saat vachan ki sathi kar shubh kaam kare

janam safal ho apna jag me naam kare 

prem ki ye bagiya nisdin phule phale 

daya drishti se inki apni rozi chale

kya chamatkar kiya taar kiya taar diya koi jaane na 

arey wo dene wala aaye jab dene pe to 

kise kya de de kaha koi jaane na 

hame na aaye nazar hame wo dekhe magar

zamana maane ise chahe maane na 

ho rama ho rama ho rama 

ho rama ho rama ho rama

Explore this song