Roman script

badi dur se aaye hai 

payar ka taufa laye hai

are sun bhaiya sun

zara dil laga ke sun 

hum yaar hai yaaro ke 

nibha dege yaari 

yaari hai humko sari dunia se pyari 

apana to dil hai sada 

fir bhi hai atal irada 

hai jaan se payara vada 

vada kabhi na todege 

jeete ji hum yaaro ka sath na chodege 

jeete ji hum yaaro ka sath na chodege 

sahare sahare sahare yaaro ke paye hai 

payar ka taufa laye hai 

badi dur se aaye hai 

payar ka taufa laye hai

Explore this song