Roman script

apni nigahe shauk ke, kabil bana diya

hamko duwaye do, tumhe katil bana diya

arey maine tujhko chaha, yeh hai meri meharabani

mai galiyo ka raja tu mahlo ki rani

mai galiyo ka raja, tu mahlo ki rani

arey maine tujhko chaha, yeh hai meri meharabani

mai galiyo ka raja, tu mahlo ki rani

mai galiyo ka raja, tu mahlo ki rani

maine badal dala, teri takadir ko

rango se bhar dala, khali tasvir ko

maine badal dala, teri takadir ko

rango se bhar dala, khali tasvir ko

bana dali maine teri jindagani

arey maine tujhko chaha, yeh hai meri meharabani

mai galiyo ka raja, tu mahlo ki rani

mai galiyo ka raja, tu mahlo ki rani

tu kubsurat hai, tera kyal hai

ja meri ankho ka, yeh sab kamal hai

tu kubsurat hai, tera kyal hai

ja meri ankho ka, yeh sab kamal hai

mere pyar ne di hai tujhko javani

arey maine tujhko chaha, yeh hai meri meharabani

mai galiyo ka raja, tu mahlo ki rani

mai galiyo ka raja, tu mahlo ki rani

mahlo me hogi, bahut dhak teri

galiyo me varna, kadar kak teri

mahlo me hogi, bahut dhak teri

galiyo me varna, kadar kak teri

ke mai ag hu ag hu tu hai pani

arey maine tujhko chaha, yeh hai meri meharabani

mai galiyo ka raja, tu mahlo ki rani

mai galiyo ka raja, tu mahlo ki rani

Explore this song