Roman script

are lelo ji ye lelo hai ye dil ka heera sacha

are lelo ji ye lelo hai ye dil ka heera sacha

na pakka hai na kachcha hai mal sabse achcha

mai asli feri wala mujhko jane bacha bacha

are lelo ji ye lelo hai ye dil ka heera sacha

ye dil laila ko dekar majnu ne nam kamaya

ye dil laila ko dekar majnu ne nam kamaya

heeri ka bhola bhala dil ispe hi lalchaya

ye dil ki daulat ye dil ki daulat jo thukaraye 

wo nadan kahlaye mai kahta hu mai kahta hu 

kahte the mere chacha are lelo ji ye lelo hai ye 

dil ha heera sacha na pakka hai na 

kachcha hai mal sabse acha mai asli feri 

wala mujhko jane bacha bacha are lelo ji ye 

lelo hai ye dil ka heera sacha

sal ke din hai 365 dunia bahti dhara

sal ke din hai 365 dunia bahti dhara

lekin ye dil aisa mauka aaye na dobara

pyar ki bazi pyar ki bazi ek dafa ki

jo hara so hara mol tol me din bite to

kha jaoge bacha are lelo ji ye lelo hai ye 

dil ha heera sachcha

na paka hai na kachcha hai mal sabse achcha

mai asli feri wala mujhko jane bachcha bachcha

are lelo ji ye lelo hai ye dil ka heera sacha

asman pe chhidka tha ye banke mangal tara

asman pe chhidka tha ye banke mangal tara

meri najar padi or maine foran roket mara

aji laya hu mai munia aji laya hu mai khas 

apke liye ye tohfa pyara pyar me 

jan bhi de sakta hai hindustani bachcha are 

lelo ji ye lelo hai ye dil ha heera sacha

na paka hai na kachcha hai maal sabse achcha

mai asli feri wala mujhko jane bachcha bachcha

are lelo ji ye lelo hai ye dil ka heera sachcha

Explore this song