Roman script

are dene vale yah kya jindagi di

kisi ko hansi di, kisi ko kushi di

garibo ki kismat mein 

rona hi rona, rona hi rona

tadapte hai ham, hans raha hai jamana

jo puchho to ye hai hamara fasana

garibo ki kismat

ha jamane ne jab hamko thokar lagayi

to tute huye dil se aawaj aayi 

garibo ki kismat

mere aansuo uske kuche mein jana

mera hal puchhe to ye kah sunana

garibo ki kismat

Explore this song