Roman script

ek do ek do teen char

thumak thumak dali si lachkat hai kamini

lahak lahak bindiya me chamkat hai damini

jhumak jhumak jhumat hai dhinak dhinak nachat hai

palak palak dekhat hai hamko bhi sajni

one two one two three four suru

are chamki zara si jo bindiya hamari

chamki zara si jo bindiya hamari

rasta tatol rahi ankhiya tumhari

maine kaha sajna abhi kya 

abhi kya dekha hai ab dekhoge

abhi kya dekha hai ab dekhoge

tumse jo takrayi anhkiya hamari

tumse jo takrayi anhkiya hamari

gir gir gayi sar se chunri tumhari

o jane ja o dilruba abhi kya 

abhi kya dekha hai ab dekhoge abhi kya dekha hai ab dekhoge

are tere liye ek nayi afat hai or afat hai or

suno payal meri cham cham jo iski ruk jaye to

ruk jaye o piya dhadkan teri halki si jo ek dali najar 

ghunghru idhar teri payal udhar

o jane ja o dilruba abhi kya 

abhi kya dekha hai ab dekhoge

abhi kya dekha hai ab dekhoge

ruki jar si jo bindiya hamari

rasta takoge gayi ankhiya tumhari

gore gore gore gore galo pe itna guman 

itna guman gori acha nahi

tera ye rup hai barkha ki dhup

barkha ki dhup ka bharosha nahi

fir kyu khade ho dil ko sambhal

fir dekhte ho kyu meri chal

maine kaha o sajna abhi kya 

abhi kya dekha hai ab dekhoge

abhi kya dekha hai ab dekhoge

tumse jo takrayi anhkiya hamari

gir gir gayi sar se chunri tumhari

o jane ja o dilruba abhi kya 

abhi kya dekha hai ab dekhoge

abhi kya dekha hai ab dekhoge

abhi kya dekha hai ab dekhoge

Explore this song