Roman script

are bas mein nazar takrayi 

shaam mein huyi ladayi 

nain nain mile teer vo chale 

ho gayi dil ki safayi 

are bas mein nazar takrayi

are sazi mumbyi ki sadko par 

ye pariyo ka maila 

are sazi mumbyi ki sadko par 

ye pariyo ka maila 

kadam kadam par nazar ki takkar 

dilo ka thelam thela 

dilo ka thela 

haye re raam duhayi 

are bas mein nazar takrayi 

shaam mein huyi ladayi 

nain nain mile teer vo chale 

ho gayi dil ki safayi 

are bas mein nazar takrayi

yaha hasin lutere has kar 

bich raah mein lute 

yaha hasin lutere has kar 

bich raah mein lute 

bado bado ka dil ye pyare 

ek nigaah mein lute 

ek nigaah mein lute 

are dur raho to bhalayi 

are bas mein nazar takrayi 

shaam mein huyi ladayi 

nain nain mile teer vo chale 

ho gayi dil ki safayi 

are bas mein nazar takrayi

Explore this song