Roman script

are are are are jiya kya ho gya 
yahi tha kho gya kya se kya ho gya haye 
are are are are jiya kya ho gya 
yahi tha kho gya kya se kya ho gya haye 
are are are are jiya kya ho gya 
uska naam nahi uska gaam nahi 
dil ki chor bani aisi ada 
uska naam nahi uska gaam nahi 
dil ki chor bani aisi ada 
jisko pyar kiya usne vaar kiya 
yahi dhokha ho gya haye 
are are are are jiya kya ho gya 
yahi tha kho gya kya se kya ho gya haye 
are are are are jiya kya ho gya 
jisne julm kiya chalo achha hi kiya 
sunta jaye magar meri sada 
jisne julm kiya chalo achha hi kiya 
sunta jaye magar meri sada 
tera dil bhi na kahi gum ho jaye kahi 
ke mera dil kho gya haye 
are are are are jiya kya ho gya 
yahi tha kho gya kya se kya ho gya haye 
are are are are jiya kya ho gya 
khadi mai bhul ke gam yahi vo pal hai sanam 
ke nya aake koi jadu jaga
khadi mai bhul ke gam yahi vo pal hai sanam 
ke nya aake koi jadu jaga
aaja saiyad abhi jo chahakta tha kabhi 
vahi bulbul so gya haye 
are are are are jiya kya ho gya 
yahi tha kho gya kya se kya ho gya haye 
are are are are jiya kya ho gya

Song details

Song video

Watch on YouTube