Roman script

mehfil bhi hum sajaaye gana bhi hum sunaye hay

apna to ye dharam hai yaro ke kaam aaye

apun to yari mein apun to yari mein

yari ke liye marta

apun to yaari mein yaro ke liye marta

tere liye kya kya hum ding dong karta

kaun apna puchhnewala yaar hi joru yar hi sala

apun to yari mein yaro ke liye marta

tere liye kya kya hum ding dong karta

main hu anokha mera dil hai nagina

lekar ke aaya dekho kaisi hasina

taal patoti hay gul gul poti

chal hai ke jaise chale dil pe kaichi 

chaal hai ke jaise chale dil pe kaichi

jidhar jaye jaalim kayaamat gujarata

apun to yari mein yaro ke liye marta

tere liye kya kya hum ding dong karta

thoda sa tum bhi abhi masti mein aao

hey aaoni baba aisa kya yaar khaali hamko nachao

ye bakad babuba ba bum ba ba bum

hum bhi nachayenga aisa maje mein 

hum bhi nachayenga aisa maje mein 

tumako bhul jaayega rasta bhi ghar ka

apun to yaari mein yaaron ke liye marta

tere liye kya kya hum ding dong karta

kaun apna puchhane wala yaar hi joru yaar hi sala

apun to yari mein yaro ke liye marta

tere liye kya kya hum 

ding dong ding dong ding dong ding dong karta

Explore this song