Roman script

mission, mission, mission istanbul

mission, mission, mission istanbul

apun ke saath jo bhi ladega

sar saale ka wahi phatega

goli jo padegi bheje mein

kaun maayi ka laal rukega

apun ke saath jo bhi ladega

sar saale ka wahi phatega

goli jo padegi bheje mein

kaun maayi ka laal rukega

darna marna rukna chalna ladna sambhalna

pit jaayega varna, maarna pitna

kaam apun se sikhna

josh mujhme itna ki mushkil hai jeetna

ho mushkil teri aadat meri

teri jindagi hai amaanat meri

tujhko na hogi koyi khabar 

le jaayunga kab aur kahi

mission, mission, mission istanbul

apun ke saath jo bhi ladega

sar saale ka wahi phatega

goli jo padegi bheje mein

kaun maayi ka laal rukega

hay mission, mission, mission

pite khaate ghuse laate 

jinda murda yaadon ki baraate

aati jaati khun ki baaraate 

dhuyein ke baadal se din mein bhi raate

kismat teri goli meri, mere nishaane pe life teri

tujhpe na hoga koyi asar, ruk jaayegi jab saans teri

apun ke saath jo bhi ladega

sar saale ka wahi phatega

goli jo padegi bheje mein

kaun maayi ka laal rukega

apun ke saath jo bhi ladega

sar saale ka wahi phatega

goli jo padegi bheje mein

kaun maayi ka laal rukega

apun ke saath jo bhi 

mission, mission, mission istanbul

apun ke saath jo bhi ladega

sar saale ka wahi phatega

goli jo padegi bheje mein

kaun maayi ka laal rukega

mission, mission, mission istanbul

Explore this song