Roman script

apni khushi se apna hi dil todna pada

dunia ki mahfilo se bhi muh modna pada

apni khushi se apna hi dil todna pada

dunia ki mahfilo se bhi muh modna pada

apni khushi se apna hi

ghabrake dil ka dard jo ashko me dhal gaya

ghabrake dil ka dard jo ashko me dhal gaya

ashko me dhal gaya

palko pe aate aate use

palko pe aate aate use rokna pada

dunia ki mahfilo se bhi muh modna pada

apni khushi se apna hi

saya bhi sath chhod ke jane kidhar gaya

saya bhi sath chhod ke jane kidhar gaya

jane kidhar gaya

mud mud ke kitni bar mujhe

mud mud ke kitni bar mujhe dekhna pada

dunia ki mahfilo se bhi muh modna pada

apni khushi se apna hi

hum kaun hai kaha ke hai aur kis jagah pe hai

hum kaun hai kaha ke hai aur kis jagah pe hai

hum kis jagah pe hai

tanhayiyo me ye bhi kabhi

tanhayiyo me ye bhi kabhi sochna pada

dunia ki mahfilo se bhi muh modna pada

apni khushi se apna hi dil todna pada

dunia ki mahfilo se bhi muh modna pada

muh modna pada muh modna pada

Explore this song