Roman script

apni banho par hai tujhko kyun itna abhiman

tere jaise lakho dekhe bade bade balvan

kuchh bhi nahi hai teraa mol 

bolo na bade bol khilauna tu mati ka

kuchh bhi nahi hai teraa mol 

bolo na bade bol khilauna tu mati ka

kuchh bhi nahi hai teraa mol 

garaj raha hai baras raha hai

jid tune kis bat par bandhi

garaj raha hai baras raha hai 

jid tune kis bat par bandhi

kyun hai pagal murakh badal

tujhako udaale jayegi aandhi

kyun hai pagal murakh badal

tujhko udaale jayegi aandhi

ser ko milte sava ser lage na yaha der

khilauna tu mati ka

kuchh bhi nahi hai teraa mol 

bolo na bade bol khilauna tu mati ka

kuchh bhi nahi hai teraa mol 

itana kyon itrata hai hansati hai jab bhagya ki rekha

itana kyon itrata hai hansati hai jab bhagya ki rekha

tu chhota sa dipak hai re tune kabhi suraj bhi hai dekha

tu chhota sa dipak hai re tune kabhi suraj bhi hai dekha

jhuthe nashe me tu chur tutega ye garur

khilauna tu mati ka

kuchh bhi nahi hai teraa mol 

bolo na bade bol khilauna tu mati ka

kuchh bhi nahi hai teraa mol

Explore this song