Roman script

apni bahon ka haar de 

man chaha mujhko pyaar de

apni bahon ka haar de

man chaha mujhko pyaar de

bhule sanam na ye raat kabhi

aisa koi uphaar de

apni bahon ka haar de 

man chaha mujhko pyaar de

gunjati rahe yu hi kaano mein

pyaar ki meethi raagni

kho jaye hum tum dono aise

badal sang jo chaandni

milan ki bela hai khwabon ka mela hai

milan ki bela hai khwabon ka mela hai

apni bahon ka haar de 

man chaha mujhko pyaar de

jhuke raho tum mujh par yu hi

jaise zameen par aasmaan

dekho aaj se hum hai sanam

do badan aur ek jaan

milan ki bela hai khwabon ka mela hai

milan ki bela hai khwabon ka mela hai

apni bahon ka haar de

man chaha mujhko pyaar de

bhule sanam na ye raat kabhi

aisa koi uphaar de

apni bahon ka haar de 

man chaha mujhko pyaar de

Explore this song