Roman script

apni adaa sabse juda

sabse alag apna raasta

apni adaa sabse juda

sabse alag apna raasta

ise zameen pe ham le aayenge

chaand taaro bhara aasman

sun le zamane ham hai deewane

mast malang mastaane

sun le zamane ham hai deewane

mast malang mastaane

sun le zamane ham hai deewane

mast malang mastaane

apni adaa sabse juda

sabse alag apna raasta

duniya ki parwah humko nahi

le jaaye dil ab chahe kahi

apna hai yaaro saara jaha

apni zameen apna aasman

duniya ki parwah humko nahi

le jaaye dil ab chahe kahi

apna hai yaaro saara jaha

apni zameen apna aasman

sun le zamane ham hai deewane

mast malang mastaane

sun le zamane ham hai deewane

mast malang mastaane

sun le zamane ham hai deewane

mast malang mastaane

apni adaa sabse juda

sabse alag apna raasta

kab hoga kya hamne socha nahi

is zindagi ka bharosa nahi

dil jo bhi chahe wo karte hai ham

anjaam kuch ho nahi koi gham

kab hoga kya hamne socha nahi

is zindagi ka bharosa nahi

dil jo bhi chahe wo karte hai ham

anjaam kuch ho nahi koi gham

sun le zamane ham hai deewane

mast malang mastane

sun le zamane ham hai deewane

mast malang mastane

sun le zamane ham hai deewane

mast malang mastane

apni adaa sabse juda

sabse alag apna raasta

apni adaa sabse juda

sabse alag apna raasta

ise zameen ham le aayenge

chaand taaro bhara aasman

sun le zamane ham hai deewane

mast malang mastane

sun le zamane ham hai deewane

mast malang mastane

sun le zamane ham hai deewane

mast malang mastane

sun le zamane ham hai deewane

mast malang mastane

Explore this song