Roman script

apne piya ki prem pujaran karke baithi singar

o aaj aaye piya more dwar o aaj aaye piya more dwar

jab jab unko samane pau apne hridaye ka phul chadhau

unke charnon pe sab kuch arpan 

ankhiyan michon aur kho jaun

apne piya ki prem pujaran karke baithi singar

o aaj aaye piya more dwar o aaj aaye piya more dwar

dur se dekhun lage sapna paas se dekhun lage apna

jaan gayi mein akhiyan bhasa

sikh gaya mann khud hi dhadkana

apne piya ki prem pujaran karke baithi singar

o aaj aaye piya more dwar o aaj aaye piya more dwar

meri unki ek kahanijanam janam ki preet purani

meri unki ek kahani janam janam ki preet purani

un bin mora jiwan patjhad sath rahe to duniya suhani

apne piya ki prem pujaran karke baithi singar

o aaj aaye piya more dwar o aaj aaye piya more dwar

apne piya ki prem pujaran karke baithi singar

o aaj aaye piya more dwar o aaj aaye piya more dwar

Explore this song