Roman script

apne kiye koi pasheman ho gaya

apne kiye koi pasheman ho gaya

apne kiye koi pasheman ho gaya

lo or meri maut ka saman ho gaya

lo or meri maut ka saman ho gaya

lo or meri maut ka saman ho gaya

apne kiye pe koi pasheman ho gaya

aakhir to rang layi meri begunahiya

aakhir to rang layi meri begunahiya

mujhko sata ke wo bhi preshan ho gaya

mujhko sata ke wo bhi preshan ho gaya

mujhko sata ke wo bhi preshan ho gaya

lo or meri maut ka saman ho gaya

apne kiye pe koi pasheman ho gaya

kya raaz hai jo aankh mila li huzur ne

kya raaz hai jo aankh mila li huzur ne

kyu aaj mujh garib pe ahsan ho gaya

kyu aaj mujh garib pe ahsan ho gaya

lo or meri maut ka saman ho gaya

apne kiye pe koi pasheman ho gaya

ye bahki bahki bate bhari badan me ada

ye bahki bahki bate bhari badan me ada

ye aaj kya tujhe are nadan ho gaya

ye aaj kya tujhe are nadan ho gaya

lo or meri maut ka saman ho gaya

apne kiye pe koi pasheman ho gaya

Explore this song