Roman script

apne jiwan ki uljhan ko kaise mai suljhau

apne jiwan ki uljhan ko kaise mai suljhau

bich bhawar me naav hai meri kaise paar lagau

dil me aisa dard chhupa hai

dil me aisa dard chhupa hai

mujhse saha na jaye

mujhse saha na jaye

kahna to chahu apno se mai

phir bhi kaha na jaye

phir bhi kaha na jaye

aansu bhi aankho me aaye

aansu bhi aankho me aaye

chupke se pee jaau

apne jiwan ki uljhan ko kaise mai suljhau

bich bhawar me naav hai meri kaise paar lagau

jiwan ke pinjre me man ka ye panchhi

jiwan ke pinjre me man ka ye panchhi

kaise kaid se chhute

kaise kaid se chhute

jeena hoga is duniya me

jab tak saans na tute

jab tak saans na tute

dum ghutta hai ab saanso ka

dum ghutta hai ab saanso ka

kaise bojh uthau

apne jiwan ki uljhan ko kaise mai suljhau

bich bhawar me naav hai meri kaise paar lagau

apne jiwan ki uljhan ko

Explore this song