Roman script

apne hotho par sajaana chaahta hu

apne hotho par sajaana chaahta hu

aa tujhe main gungunana chahta hu

koi aansu tere daman par gira kar

koi aansu tere daman par gira kar

bund ko moti banana chaahta hu

bund ko moti banana chaahta hu

apne hotho par sajaana chaahta hu

thak gaya main karte karte yaad tujhko

thak gaya main karte karte yaad tujhko

ab tujhe main yaad aana chaahta hu

ab tujhe main yaad aana chaahta hu

apne hotho par sajaana chaahta hu

chha raha hai saari basti me andhera

chha raha hai saari basti me andhera

roshni ko ghar jalaana chaahta hu

roshni ko ghar jalaana chaahta hu

apne hotho par sajaana chaahta hu

aakhiri hichki tere zaano pe aaye

aakhiri hichki tere zaano pe aaye

maut ko bhi shayrana chaahta hu

maut ko bhi shayrana chaahta hu

apne hotho par sajaana chaahta hu

aa tujhe main gungunana chahta hu

apne hotho par sajaana chaahta hu

Explore this song