Roman script

apne hontho pe sajana chahta hu

apne hontho pe sajana chahta hu

aa tujhe main gungunana chahta hu

apne hontho pe sajana chahta hu

apne hontho pe sajana chahta hu

aa tujhe main gungunana chahta hu

apne hontho pe sajana chahta hu

koi aansu tere daaman pe gira kar

koi aansu tere daaman pe gira kar

koi aansu tere daaman pe gira kar

bund ko moti banana chahta hu

bund ko moti banana chahta hu

aa tujhe main gungunana chahta hu

apne hontho pe sajana chahta hu

thak gaya main yaad karte karte tujhko

thak gaya main yaad karte karte tujhko

thak gaya main yaad karte karte tujhko

ab tujhe main yaad aana chahta hu

ab tujhe main yaad aana chahta hu

aa tujhe main gungunana chahta hu

apne hontho pe sajana chahta hu

aakhiri hichki teri baaho me aaye

aakhiri hichki teri baaho me aaye

aakhiri hichki teri baaho me aaye

maut bhi main shayrana chahta hu

maut bhi main shayrana chahta hu

aa tujhe main gungunana chahta hu

apne hontho pe sajana chahta hu

apne hontho pe sajana chahta hu

Explore this song