Roman script

apne hontho ki

apne hontho ki bansi bana le mujhe 

meri saanso me teri saans ghul jaaye 

aarazu to hamaari bhi hai ye magar 

dar hai mausam kahi na badal jaaye 

apne hontho ki bansi bana le mujhe 

meri saanso me teri saans ghul jaaye 

dekha tujhe, chadha ye kaisa nasha

chali ye kaisi hava, bhule ham ghar ka pata, ho ho

dekha tujhe, chadha ye kaisa nasha

chali ye kaisi hava, bhule ham ghar ka pata

ab to nahi hamse hona juda

apni baaho ka ghunghat udha de mujhe 

pyaar ki ye na doli nikal jaaye 

aarazu to hamaari bhi hai ye magar 

dar hai mausam kahi na badal jaaye 

ye to bata, kaha rakhu ye kamal 

zidagaani hai meri, ret ka ek mahal, ho ho 

ye to bata, kaha rakhu ye kamal 

zidagaani hai meri, ret ka ek mahal

yaad jaise ho koi aati gazal 

apni raato ka dipak bana le mujhe 

ye sulagati hui shaam jal jaaye

apne hontho ki bansi bana le mujhe 

meri saanso me teri saans ghul jaaye 

paas to aa, ye din mar jaane ka hai

ho ye din kuch khone ka hai, ye din kuch pane ka hai

paas to aa, ye din mar jaane ka hai

ho ye din kuch khone ka hai, ye din kuch pane ka hai

mausam ye ruthne manaane ka hai

apne daaman ki khushbu bana le mujhe 

dil ke sune me koi phul khil jaaye 

aarazu to hamaari bhi hai ye magar 

dar hai mausam kahi na badal jaaye 

apne hontho ki bansi bana le mujhe 

meri saanso me teri saans ghul jaaye

Explore this song