Roman script

anyayi sansar anyayi sansar anyayi sansar

anyayi sansar jhuthe hai sab riste nate

jhuthe hai sab riste nate jhutha sab ka pyar

anyayi sansar anyayi sansar

dhan maaya se kar ke sagayi

kaisi maa aur kaisa bhai

haye kaha jaye kaha jaye kaha 

fando se bach kar nayi naweli nar

anyayi sansar anyayi sansar

apne sukh par auro ko sukh ko

bhet chadhne wale bhet chadhne wale 

laj dharm ka kare hai sauda

baith ke bich bajar baith ke bich bajar

kya moti bajar

anyayi sansar anyayi sansar

jhuthe prem mein sab ke dekhe 

bedardi khudgarji bedardi khudgarji

jaye fansi jaan kise bhi

haa ruth ke sagar par

ruth ke sagar par

daya ke palan har

anyayi sansar anyayi sansar

anyayi sansar anyayi sansar

Explore this song