Roman script

jadugar bhagwan anokha jadugar bhagwan 

anokha jadugar bhagwan 

phul banaye taare banaye, bana diye insan

haskar usne bana diye hai

haskar usne bana diye hai, khushiyo ke saman

anokha anokha jadugar bhagwan 

subah banai shaam banayi

subah banai shaam banayi

or banayi rat

garmi sardi yahi banata barsata barsat

barsata barsat

yahi hasaye yahi rulaye

yahi hasaye yahi rulaye

uska har dam sath

sach ki vina baja rahi hai 

sach ki vina baja rahi hai uski mithi taan

anokha anokha jadugar bhagwan 

teri god me rahe khelta 

mera kutil kabila

ye hasti aankho ka daman, kabhi na karna dhila

kal kya hoga koi na jane 

koi na jane

kal kya hoga koi na jane

tu jane sab leela

ghuma raha dharti ka gola

ghuma raha

ghuma raha dharti ka gola

ghum rahe nadan

anokha anokha jadugar bhagwan 

tune maa ki mamta banai

tune maa ki mamta banai

aur pita ka pyar 

tune dil me jod diye hai

pyar preet ke taar

pyar preet ke taar

in taaro me piro diya hai

in taaro me piro diya hai

bhai bahan ka pyar

isi taar par khada hua hai

isi taar par khada hua hai

maalik tera jahan

anokha anokha jadugar bhagwan 

bhule bhatke insano ko, malik raah dikhata

insano ke bich me rahkar, chalana wahi sikhata

he bhagwan kabhi ye balak

kabhi ye balak

he bhagwan kabhi ye balak

bhul na jaye nadan

bhole balak har shole se

bhole balak har shole se bane rahe nadan

anokha anokha jadugar bhagwan

Explore this song