Roman script
aankho me ninde na dil me karar aankho me ninde na dil me karar mohabbat ye kya chij hoti hai yaar mohabbat ye kya chij hoti hai yaar kabhi bekhudi to kabhi intzar kabhi bekhudi to kabhi intzar mohabbat ye kya chij hoti hai yaar mohabbat ye kya chij hoti hai yaar dard uthe pyas jage yaad sataye koi sada sham-o-shehar pas bulaye dard uthe pyas jage yaad sataye koi sada sham-o-shehar pas bulaye rat dhale dhup khile aaye sawera chahto ke aashiya me dil ka basera bekarari hai jaane kyu sanam aankhe hai khuli nind me hai ham har ghadi dil pe hai kaisa ye khumar aankho me ninde na dil me karar aankho me ninde na dil me karar mohabbat ye kya chij hoti hai yaar mohabbat ye kya chij hoti hai yaar mai to tujhe ek pal bhi bhul na paau jaan-e-wafa pas tere daud ke aau mai to tujhe ek pal bhi bhul na paau jaan-e-wafa pas tere daud ke aau tu jo kahe rasme sabhi tod du sanam tere liye dono jahan chhod du sanam raat na kate na kate ye din kaise kategi umr tere bin pyar zindagi me hota hai ek baar aankho me ninde na dil me karar aankho me ninde na dil me karar mohabbat ye kya chij hoti hai yaar mohabbat ye kya chij hoti hai yaar kabhi bekhudi to kabhi intzar kabhi bekhudi to kabhi intzar mohabbat ye kya chij hoti hai yaar mohabbat ye kya chij hoti hai yaar
Song details
- Singer: Kumar Sanu
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Sanam (1997)
- Composer: Anand Milind
- Lyricist: Sameer
- Actor: Sanjay Dutt
- Actor: Manisha Koirala
- Actor: Vivek Mushran
- Actor: Asrani
- Actor: Kader Khan
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Gulshan Grover
- Actor: Rami Reddy
- Actor: Reema Lagoo
- Actor: Dilip Tahil
- Actor: Maya Alagh
- Actor: Birbal
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Harish Patel
Song video
singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik
actor: Manisha Koirala, Vivek Mushran