Roman script

aankhon mein aansu, hotho pe nagme

sanso mein toofan hai

kaise batau koi na jane

kya dil main arman hai

nachungi main gaungi mai, jab talak jan hai

aankhon mein aansu, hotho pe nagme

sanso mein toofan hai

kaise batau koi na jane

kya dil mein arman hai

nachungi mein gaungi mai, jab talak jaan hai

meri to zindagi hai, kanto se bhari

kho gayi har khushi

khamoshi ki juba, koi samjhe kahan

kya kahu bebasi

manzil hai na koi raasta hai

mere khuda meri kya khata hai

aankhon mein aansu, hotho pe nagme

sanso mein toofan hai

kaise batau koi na jane

kya dil mein arman hai

nachungi mein gaungi mein, jab talak jaan hai

zulmo ka yeh nasha

pal mein dhal jayega

sang dil jane ja

kudrat ka faisla,tale se na tala

baat kyun mane na,aise na bereham

josh mein aa

behke tere kadam, hosh mein aa

aankhon mein aansu, hotho pe nagme

saanso mein toofan hai

kaise batau koi na jane

kya dil mein arman hai

nachungi mein gaungi mein, jab talak jaan hai

Explore this song