Roman script

aankho hi aankho mein ishara ho gaya

baithe baithe jine ka sahara ho gaya

aankho hi aankho mein ishara ho gaya

baithe baithe jine ka sahara ho gaya

aankho hi aankho mein ishara ho gaya

baithe baithe jine ka sahara ho gaya

aankho hi aankho mein

gaate ho geet kyo dil pe kyo hath hai

khoi hu kis liye aisi kya bat hai 

ye hal kab se tumhara ho gaya

aankho hi aankho mein ishara ho gaya

baithe baithe jine ka sahara ho gaya

aankho hi aankho mein ishara ho gaya

baithe baithe jine ka sahara ho gaya

aankho hi aankho mein

chalte ho jhum ke badli hai chal bhi

naino mein rang hai bukhare hai bal bhi

is dilruba ka najara ho gaya

aankho hi aankho mein ishara ho gaya

baithe baithe jine ka sahara ho gaya

aankho hi aankho mein ishara ho gaya

baithe baithe jine ka sahara ho gaya

aankho hi aankho mein

ab na wo jor hai ab na wo shor hai

hamko hai sab pata dil mein jo chor hai

ye chor kaise gawara ho gaya

aankho hi aankho mein ishara ho gaya

baithe baithe jine ka sahara ho gaya

aankho hi aankho mein ishara ho gaya

baithe baithe jine ka sahara ho gaya

aankho hi aankho mein

kaisa ye pyar hai kaisa ye naaj hai

ham bhi to sune kaisa ye raaj hai

achcha to ye dil hamara ho gaya

ha aankho hi aankho mein ishara ho gaya

baithe baithe jine ka sahara ho gaya

aankho hi aankho mein ishara ho gaya

baithe baithe jine ka sahara ho gaya

aankho hi aankho mein

Explore this song