Roman script

ankhiya hari darshan ki pyasi

ankhiya hari darshan ki pyasi

dekhyo chahat kamal nain ko

dekhyo chahat kamal nain ko

nis din rahat udasi

ankhiya nis din rahat udasi

ankhiya hari darshan ki pyasi

aaye udhav phir gaye aangan

aaye udhav phir gaye aangan

dari gaye gar phansi

ankhiya hari darshan ki pyasi 

ankhiya hari darshan ki pyasi 

kesar tilak motiyan ki mala

kesar tilak motiyan ki mala

vrindavan ko vasi

ankhiya hari darshan ki pyasi 

ankhiya hari darshan ki pyasi 

kahu ke man ki kou na jane

logan ke man hasi

ankhiya hari darshan ki pyasi 

ankhiya hari darshan ki pyasi 

surdas prabhu tumhare darash bin

surdas prabhu tumhare darash bin

lehon karawat kasi

ankhiya hari darshan ki pyasi 

ankhiya hari darshan ki pyasi 

hari darshan ki pyasi

Explore this song