Roman script

kya kabhi savera ha ha lata hai andhera ha ha

sukhi siyahi deti hai gawahi

sadiyo purani aisi kahani rah gayi rah gayi ankahi ankahi

kya kabhi savera ha ha lata hai andhera ha ha

sukhi siyahi deti hai gawahi

sadiyo purani aisi kahani rah gayi rah gayi ankahi ankahi

kya kabhi bahar bhi peshagi lati hai aane wale patjhad ki

barishe narajgi bhi jata jati hai kabhi kabhi ambar ki

patte jo shakho se tute bewajah to nahi ruthe hai sabhi

khwabo ka jharokha ha ha sach tha ya dhokha ha ha

matha sahla ke nindiya churayi

sadiyo purani aisi kahani rah gayi rah gayi ankahi ankahi

Explore this song