Roman script

anjaane mein ek ladki se mulakaat ho gayi 

anjaane mein ek ladki se mulakaat ho gayi 

wo chup thi main bhi chup tha

wo chup thi main bhi chup tha

aur baat ho gyi

anjaane mein ek ladki se mulakaat ho gayi 

anjaane mein ek ladki se mulakaat ho gayi  

mere saamne khadi thi sehmi hui vo aise

maine jara chuha toh kumhla gayi vo jaise 

poochaa jo naam uska sharmai vo ghabrai 

sharmeli naam apna batla ke phir wo boli

kal phir milugi jaati hu ab raat ho gayi

anjaane mein ek ladki se mulakaat ho gayi 

kaise kati na poocho meri raat ki kahani 

uske hawale maine kardi thi zindgaani

sapno me uska aana haaye kar gaya deewana 

zannat ka khwab hai kya ye raat maine jaana

jab tuti neend meri to barsaat ho gayi

anjaane mein ek ladki se mulakaat ho gayi 

wo chup thi main bhi chup tha

wo chup thi main bhi chup tha

aur baat hogyi 

anjaane mein ek ladki se mulakaat ho gayi 

anjaane mein ek ladki se mulakaat ho gayi

Explore this song