Roman script

anjana dil kya janey

begana dil kya janey

darr jata hai kyun pake khushiya

yeh jo mai bekarar hu 

har lamha ishk toh nahee

yeh jo mujhe bekhudee see hai

tu jaise mujhme hai kahee

anjana dil kya janey

begana dil kya janey

darr jata hai kyun pake khushiya

yeh jo mai bekarar hu 

har lamha ishk toh nahee

yeh jo mujhe bekhudee see hai

tu jaise mujhme hai kahee

kabhee baho me hai duniya

kabhee khalee khalee rahe

kabhee barta hai 

dil thandee thandee aahe

kabhee aankho me hai sapne

kabhee palko peh hai aansu

yeh ishk dikhaye kaise kaise jadu

kabhee dhup kabhee barsate

kabhee kabhee tanha tanha rate

mausam hai kitne aate 

jate inn wafao ke

anjana dil kya janey

begana dil kya janey

darr jata hai kyun pake khushiya

yeh jo mai bekarar hu

har lamha ishk toh nahee

yeh jo mujhe bekhudee see hai

tu jaise mujhme hai kahee

milna hai pal do pal kaa

phir lambee hai tanhayee

pachayee se kat jatee hai pachayee

kho jata hai woh chehara

bas aatee hai aawaje

dil karta hai khud se hee aksar bate

wahee phikee phikee subahe

wahee bojhal bojhal shame

mausam hai kitne aate 

jate inn wafao ke

anjana dil kya janey

begana dil kya janey

darr jata hai kyun pake khushiya

yeh jo mai bekarar hu

har lamha ishk toh nahee

yeh jo mujhe bekhudee see hai

tu jaise mujhme hai kahee

lyrics typed by : kavita golden

Explore this song