Roman script

aguthi me nagina, inaa ko mil gai mina

aguthi me nagina, inaa ko mil gai mina

dil lene dil dene ka, ab aayega maza

kah do aaj zamane se, shamma se paravane se

kah do aaj zamane se, shamma se paravane se

ab mushkil ho gaya jinaa, inaa ko mil gai mina

ab mushkil ho gaya jinaa, inaa ko mil gai mina

kah do aaj zamane se, shamma se paravane se

kah do aaj zamane se, shamma se paravane se

inaa ko mil gai mina

aankho me tere sapne hain, lab pe tarana hai tera

aajaa khyaalo me basa lu, tu to diwana hain mera

o aankho me tere sapne hain, lab pe tarana hai tera

he aajaa khyaalo me basa lu, tu to diwana hain mera

dekhe tujhe hi meri nigaahe, ye teri baate dil ko churaa le

dhadkano me band kar lu, dur ab jaye na

aaya hai mast mahina, inaa ko mil gai minaa

ho aaya hai mast mahina, inaa ko mil gai minaa

dil lene dil dene ka, ab aayega maza

kah do aaj zamane se, shamma se paravane se

kah do aaj zamane se, shamma se paravane se

inaa ko mil gai mina

banho me teri baahe dale, bitegi meri zindagi 

kaise bataau jaan-e-jana, mujhko mili hai kyaa khushi

ho banho me teri baahe dale, bitegi meri zindagi 

ho kaise bataau jaan-e-jana, mujhko mili hai kyaa khushi

yaado ke din hai khwabo ki raate

bhulengi kaise ye mulakate

ho gaye hain pure aramaa, rab se maagu kya

bin tere chain kahi na, inaa ko mil gai minaa

bin tere chain kahi na, inaa ko mil gai minaa

dil lene dil dene ka, ab aayega maza

kah do aaj zamane se, shamma se paravane se

kah do aaj zamane se, shamma se paravane se

kah do aaj zamane se, shamma se paravane se

kah do aaj zamane se, shamma se paravane se

Explore this song