Roman script

anguthi me nagina ina ko mil gayi mina

anguthi me nagina ina ko mil gayi mina

dil lene dil dene ka ab aayega maja

kah do aaj jamane se shama se parvane se

ab mushkil hoga jina ina ko mil gayi mina

haye mushkil hoga jina ina ko mil gayi mina

dil lene dil dene ka ab aayega maja

kah do aaj jamane se shama se parvane se

kah do aaj jamane se shama se parvane se

ina ko mil gayi mina

aankho me tere sapne hai lab pe tarana hai tera

aaja khyalo me basa lu tu to divana hai mera

dekhe tujhe hi meri nigahe ye teri bate dil ko chura le

dhadkano me band kar lu dur ab jaye na

aaya hai mast mahina ina ko mil gayi mina

aaya hai mast mahina ina ko mil gayi mina

dil lene dil dene ka ab aayega maja

kah do aaj jamane se shama se parvane se

kah do aaj jamane se shama se parvane se

ina ko mil gayi mina

baaho me teri baahe daale bitegi meri jindagi 

kaise batau jan-e-jana mujhko mili hai kya khushi

yado ke din hai khwabo ki rate bhulengi kaise ye mulakate

ho gaye hai ab pure araman rab se mangu kya aa aa

bin tere chain kahi na ina ko mil gayi mina

bin tere chain kahi na ina ko mil gayi mina

dil lene dil dene ka ab aayega maja

kah do aaj jamane se shama se parvane se

kah do aaj jamane se shama se parvane se

kah do aaj jamane se shama se parvane se

kah do aaj jamane se shama se parvane se

kah do aaj jamane se shama se parvane se

Explore this song