Roman script

angry young man, angry young man 
iska hai rasta chalte hi jaana
angry young man, angry young man 
thamna rukna naahi more jaana 
ishq me bedardi bedastak
bhul ke jaana manjil tak sar pe junoondaari ab tak 
manjil mera thikana ha manjil hai thikaana 
bhula baaki jamaana ishq me bedardi bedastak
bhul ke jaana manjil tak sar pe junoondaari ab tak 
manjil mera thikana ha manjil hai tikaana 
bhula baaki jamaana
ho dang me dang uthti umang mei na chalna hai mujhe
tere sang sang chalke  hatna hai mujhe
khatron me pale hai, lohe me dhale hai 
sab chhod chad is  me na padna hai mujhe 
angry young man angry young man 
iska hai rasta chalte hi jaana
angry young man angry young man 
thamna rukna nahi more jaana
hai rang me bhang ye ishq ishq na karna hai mujhe
hai jung ye jung rasta jaha khud chalna hai mujhe
jis raah pe chale hai waha jaljale hai 
hai saare ishaare jis disha wahi jaana hai mujhe
bhul ke baitha hu sab kuch yaad mujhko reh jaaye sab kuch 
roota sa rab hai kuch kuch pyaar pyaar nahi karna mujhko
yaar yaar nahi marna mujhko baar baar jaana hai mujhko 
bhul ke baitha hai sab kuchyaad mujhko reh jaye sb kuch 
roota sa rab hai kuch kuch pyaar pyaar nahi karna mujhko
yaar nahi marna mujhko  baar baar jaana hai mujhko  
angry young man angry young man 
iska hai rasta chalte hi jaana
angry young man angry young man 
thamna rukna naahi more jaana
angry young man angry young man 
iska hai rasta chalte hi jaana
angry young man angry young man 
thamna rukna naahi more jaana
angry young man angry young man

Song details

singer: Subhajit Mukherjee, Mauli Dave